Tarun sharma

adf24d07 3231 4d81 9177 1212daefd62a
👁
0 Views

Mai maa jagatjanni jagdamba pramba prmeshweri raj rajeshwari maa bhagwati pitambra bagulamukhi maa kadera waali ke चामत्कारिक स्वरूप ke liye nishavd hu or saath hi mere gurudev shri आशुतोष bagulamukhi ji ke aashirvaad ke liye bhi nishavd hu mere jeevan ke andhkar ko mitane me is bhagwati ka yogdan mai सदैव yaad rkhunga
Guruji se jabse diksha li hai mere jeevan ke pretyek maarg par privartan ki lehar chalu ho gyi hai mai chah kr bhi maa bagulamukhi or mere guruji ka apne shabdon me purn rupen bakhan nahi kr paa rha hu mai chahta hu ki guruji apne sbhi shishyon pr apna aashirvaad bnaye rkhen